Hindi Shayari
Hindi Shayari is loved in india. Hindi Shayari and Hindi Poetry are the main keywords for Hindi Shayari. We have recently started this Hindi Shayari section. Hindi Shayari is not really very different from urdu butHindi Shayari is mainly searched from india.
Bhooli huyi sabaa hoon mujhe yaad ki jiye..
Bhooli huyi sabaa hoon mujhe yaad ki jiye,
Tum se kahin milaa hoon mujhe yaad ki jiye..
Tum se kahin milaa hoon mujhe yaad ki jiye..
Pankh laga kar mere khwabo ko le jaao
Pankh laga kar mere khwabo ko le jaao kahi door,
Nalayak raat me aate hai or sone bi nahi dete!!
Nalayak raat me aate hai or sone bi nahi dete!!
Khwahishon ko jeb me rakh kar nikla kijiye
Khwahishon ko jeb me rakh kar nikla kijiye janaab,
Kharcha bahot hota hai manzilon ko paaney mein..
Kharcha bahot hota hai manzilon ko paaney mein..
Tasveer me khayaal hona to lazmee saa hai
Tasveer me khayaal hona to lazmee saa hai,
Magar ek tasveer hai jo khayaalon me bani hai.
Magar ek tasveer hai jo khayaalon me bani hai.
Yu’n na parhiye kahin kahin se humain
Yu’n na parhiye kahin kahin se humain,
Hum bhi insaan hain kitaab nahin..
Hum bhi insaan hain kitaab nahin..
Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki
Aankh Rakhte Ho To Us Ankh Ki Tehreer Parho,
Mu’n Se Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki..
Mu’n Se Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki..
Do lafzon main tumhe batata hoon
Muhabat kia hai do lafzon main tumhe batata hoon,
Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana..
Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana..
Khud hi bhool jaate hain
Naya naya shauq unhe roothne ka lagta hai,
Khud hi bhool jaate hai, ke roothe the kis baat par….!
Khud hi bhool jaate hai, ke roothe the kis baat par….!
Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy
Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy
apny bahar muskurana,apny andar sochta ho
apny bahar muskurana,apny andar sochta ho
Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry
Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry
mat khata imarat ki tehreer pardha kar
mat khata imarat ki tehreer pardha kar
Tees uthi thi na anso thy rawan
Tees uthi thi na anso thy rawan
dar pay unwan tha meri tarha
dar pay unwan tha meri tarha
Thakan ko ordh ke nikaly thy,panyon ki taraf
Thakan ko ordh ke nikaly thy,panyon ki taraf
badan ki naoo thi sara safar bhi apna tha
badan ki naoo thi sara safar bhi apna tha
Thaky howay hay sabhi paimal raho par
Thaky howay hay sabhi paimal raho par
kahe sy dhond kar phir tazah rah guzar lana
kahe sy dhond kar phir tazah rah guzar lana
Tumhari khabon ki absharen bhi sokh jain gi dekh lena
Tumhari khabon ki absharen bhi sokh jain gi dekh lena
jo yon hi raton ko bain karty,dino ko roty rahe musalsal
jo yon hi raton ko bain karty,dino ko roty rahe musalsal
Tera paikar dar-eehsas pay dastak dy kar
Tera paikar dar-eehsas pay dastak dy kar
raat ke pichly pehar roz jagata hy muje
raat ke pichly pehar roz jagata hy muje
No comments:
Post a Comment