Nikhat Iftikhar Poetry
Nikhat iftikhar is here. All the Nikhat
iftikhar Shayari is here to
read. We have collected Nikhat
iftikhar shayari from all
over the world. Read all the Nikhat
iftikhar here.
Shok ko
aazim-e-safar rakhiye
Shok ko aazim e safar
rakhiye
Be khabar ban ke sab khabar rakhiye
Be khabar ban ke sab khabar rakhiye
Chahey nazren hon
asmanon per
Paon lekin zameen per rakhiye
Paon lekin zameen per rakhiye
Mujhko dil mein agar
basaana hai
Aik sehra ko apne ghar rakhiye
Aik sehra ko apne ghar rakhiye
Koi nasha ho toot
jata hai
Kab talak kkhud ko bekhbar rakhiye
Kab talak kkhud ko bekhbar rakhiye
Janey kis wakt kooch
karna ho
Apna samaan mukhtasir rakhiye
Apna samaan mukhtasir rakhiye
Dil ko khud dil se
raah hoti hai
Kis liye nam a bar rakhiye
Kis liye nam a bar rakhiye
Baat hai kya yeh kon
parkhey ga
Aap lehjey ko pur-asar rakhiye
Aap lehjey ko pur-asar rakhiye
Aik tuk mujhko dekhe
jati hain
Apni nazron pe kuch nazar rakhiye
Apni nazron pe kuch nazar rakhiye
Meri chahat ki bohat lambi saza do
Meri chahat ki bohat
lambi saza do mujhko
Karb e tanhai mein jeeney ki dua do mujheko
Karb e tanhai mein jeeney ki dua do mujheko
fun tumhara tou kisi
aur se mansooh howa
koi meri hi ghazal hi akar suna do mujhko
koi meri hi ghazal hi akar suna do mujhko
Haal behaal hai,
tareek hai mustakbil bhi
Ban pare tum se tou maazi mera la do mujhko
Ban pare tum se tou maazi mera la do mujhko
Akhri shama hoon mein
bazm e wafa ko logo
Chahey jalne dou mujhe chahe bujha do mujhko
Chahey jalne dou mujhe chahe bujha do mujhko
Khud ko rakh ko mein
kahin bhool gayi hon shayed
Tum meri zaat se aik bar mila do mujh ko
Tum meri zaat se aik bar mila do mujh ko
No comments:
Post a Comment