Mirza Ghalib Poetry
Mirza Galib Poetry is loved by urdu poetry
lovers around the world. Mirza
Ghalib is one of the most
popular poets from pakistan .
Galib’s primary topic was romance, love and sadness. We have got lots of Galib Shayari collection for our users.
Ghalib was born in 1797. He was undoubtedly the most popular urdu poet the world has ever seen. His shayari on love and his shayari on life are known to be the best poetries one can ever find on internet.

Qataa kijiye na taluq hum se..
Qataa kijiye na taluq
hum se,
Kuch nahi hai to adaavat hi sahi..
Kuch nahi hai to adaavat hi sahi..
Rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho
bhi..
Rahi na
taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi,
To kis umeed pe kahiye ke arzuu kya hai..
To kis umeed pe kahiye ke arzuu kya hai..
Baad marne ke mere ghar se yeh samaan
niklaa….
Chand
tasaveer-e-butaan, chand haseenon ke khatoot*.
Baad marne ke mere ghar se yeh samaan niklaa..
Baad marne ke mere ghar se yeh samaan niklaa..
(khatoor;letters)
Meri kismat mein gham gar itna tha..
Meri kismat mein gham
gar itna tha,
Dil bhi yaa rab kayi diye hotay..
Dil bhi yaa rab kayi diye hotay..
Na tha kuch to
khuda tha, kuch na hota to khuda hota..
Na tha kuch to khuda
tha, kuch na hota to khuda hota,
Diboyaa mujhe ko hone ne, na hota mein to kya hota..
Diboyaa mujhe ko hone ne, na hota mein to kya hota..
Ronay se aur ishq mein be-baak ho
gaye..
Ronay se aur ishq
mein be-baak ho gaye,
Dhoye gaye hum itney ke bass paak ho gaye..
Dhoye gaye hum itney ke bass paak ho gaye..
Rahiye ab aesi jagha chal kar
jahan koi na ho..
Rahiye ab aesi jagha
chal kar jahan koi na ho,
Hum-sukhan koi na ho, aur hum-zubaan koi na ho,
Hum-sukhan koi na ho, aur hum-zubaan koi na ho,
Parriye gar beemar to
koi na ho teemar’daaar*,
Aur agar mar jaayiye to noha-khuwaa’n* koi na ho..
Aur agar mar jaayiye to noha-khuwaa’n* koi na ho..
(teemar’daaar;caretaker,
noha-khuwaa’n;noha reciter)
Ye na thi hamari kismat ke
visaal-e-yaar hota..
Ye na thi hamari
kismat ke visaal-e-yaar hota,
Agar aur jeetey rehtey, yehi intezaar hota..
Agar aur jeetey rehtey, yehi intezaar hota..
Ishq per zor nahin, yeh woh aatish..
Ishq per zor nahin,
yeh woh aatish Ghalib,
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bujhayy..
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bujhayy..
Be-Khudi Be-Sabab Nahi’n ‘Ghalib’..
Be-Khudi Be-Sabab
Nahi’n ‘Ghalib’,
Kuchh To Hai Jis Ki Parda-Daari Hai…
Kuchh To Hai Jis Ki Parda-Daari Hai…
Khulta kisi pay kya mery dil ka
muamla..
Khulta kisi pay kya
mery dil ka muamla,
Shairon k intekhab nay ruswa kia mujhy..!!
Shairon k intekhab nay ruswa kia mujhy..!!
Toote hain sheesha dil haaye dil itne
Toote hain sheesha
dil haaye dil itne ke ehl-e-dard,
Rakhte hain paaon khaak par sau baar dekh kar..
Rakhte hain paaon khaak par sau baar dekh kar..
Zahid sharab peene de masjid mein
beth kar..
Zahid sharab peene de
masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar
hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya
hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)
Aaina kyu na doon ke tamasha kahe
jise
Aaina kyu na doon ke
tamasha kahe jise
Aisa kaha se laau ke tujhasa kahe jise
Aisa kaha se laau ke tujhasa kahe jise
Hasrat ne la rakha
teri bazm-e-khayal me
Guldasta-e-nigaah suveda kahe jise
Guldasta-e-nigaah suveda kahe jise
Phoonka hai kisne
goshe mohabbat mein aye khuda
Afasuun-e-intazar tamanna kahe jise
Afasuun-e-intazar tamanna kahe jise
Sar par
hajum-e-dard-e-garibi se daliye
Wo ek musht-e-khak ke sahara kahe jise
Wo ek musht-e-khak ke sahara kahe jise
Hai chashm-e-tar me
hasarat-e-diidar se niha
Shauq-e-ina gusekhta dariya kahe jise
Shauq-e-ina gusekhta dariya kahe jise
Darakar hai
shiguftan-e-gul haye aish ko
Sub_h-e-bahar paba-e-miina kahe jise
Sub_h-e-bahar paba-e-miina kahe jise
“ghalib” bura na man
jo vaiz bura kahe
Aisa bhii koii hai ke sab achchha kahe jise
Aisa bhii koii hai ke sab achchha kahe jise
Usey khuda bana daala
Hum Ne Mohbaton Ky
Nashe Me Aa Kr Use Khuda Bana Dala,
Hosh Tab Aaya Jab Us Ne Kaha Ky Khuda Kisi ek Ka Nahi Hota…
Hosh Tab Aaya Jab Us Ne Kaha Ky Khuda Kisi ek Ka Nahi Hota…
No comments:
Post a Comment